Pages
Search This Blog
Wednesday, 29 February 2012
Tuesday, 28 February 2012
Badal de Dil ki duniya dil badal de
Badal de Dil ki duniya dil badal de
Badal de Dil ki duniya dil badal day
Mera Ghaflat mein dooba dil badal day
Mera Ghaflat mein dooba dil badal day
Hawa-o-Hirs wala dil badal day
Mera Ghaflat mein dooba dil badal day
Badal de Dil ki duniya dil badal day
Khudaya Fazl farmaa dil badal day
Gunah gaari main kab tak Umr kaatoun
Badal day Mera rasta dil badal day
Sunoun Main naam Tera dharkanon Main
Maza aajaye Maula dil badal day
Hataaloun aankh apni Maa-siwa say
Jiyoun Mein Teri khatir dil badal day
Karoun Qurbaan Apni Saari Khushiyaan
Tu apna ghum ata kar dil badal day
Sehal farmaa musalsal yaad apni
Khudaya Reham farmaa dil badal day
Para houn Teray dar par dil shikasta
Rahoun kyu dil shikasta dil badal day
Tera hojaoun itni arzoo hay
Bas itni hay tamanna dil badal day
Meri faryaad sunlay Meray Maula
Banalay apna banda dil badal day
Tera hojaoun itni arzoo hay
Bas itni hay tamanna dil badal day
Meri faryaad sunlay Meray Maula
Banalay apna banda dil badal day
Dilay magmoom ko masroor karday
Dil-e-be noor ko purnoor karday
Faroza dil mein sham-e-toor karday
Yay gosha noor say ma’moor karday
Mera zahir sanwar jaaye Ilaahi
Meray baatin ki zulmat door karday
Hay meri ghaat mein khud nafs mera
Khudaya isko dey maqdoor karday
Mera zahir sanwar jaaye Ilaahi
Meray baatin ki zulmat door karday
Ma-e-wahdat Pila maqmoor karday
Mohabbat k nashay main choor karday
Mera zahir sanwar jaaye Ilaahi
Meray baatin ki zulmat door karday
AMEEN SUMAMEEN YA RABBUL ALAMEEN
Technical & Business English
Virtual University Courses on Demand
Watch Online -- Technical & Business English
(Enable playlist option in the player to see the list of all the lectures on the topic)
Watch Online -- Technical & Business English
(Enable playlist option in the player to see the list of all the lectures on the topic)
Monday, 27 February 2012
Tafaaseer-ul-Quran (Books 10 to 32)
Bayan-ul-Quran
| ||
To read the previously published Tafaseer, kindly click the following link.
Dars-e Hadees (46 Video Lectures)
| ||
Dars No
|
Topic
|
Watch Online
|
01
|
Hadis Ki Ahmiyet Aur Mukam-o-Martaba
| |
02
|
Islah-e-Niyet Ki Zaroorat Aur Ahmiyet
| |
03
|
Islam, Eman Aur Ehsaan Ke Mafaheem, Part 1
| |
04
|
Islam, Eman Aur Ehsaan Ke Mafaheem, Part 2
| |
05
|
Islam, Eman Aur Ehsaan Ke Mafaheem, Part 3
| |
06
|
Islam, Eman Aur Ehsaan Ke Mafaheem, Part 4
| |
07
|
Hikmat-e-Deen Ka Aik Azeem Khazana, Part 1
| |
08
|
Hikmat-e-Deen Ka Aik Azeem Khazana, Part 2
| |
09
|
Hikmat-e-Deen Ka Aik Azeem Khazana, Part 3
| |
10
|
Arkaan-e-Islam
| |
11
|
Insaan Ke Takhleeki Marahil Aur Anjam-e-Aakhrat
| |
12
|
Insaan Ke Takhleeki Marahil Aur Anjam-e-Aakhrat, Masla-e-Taqdeer, Part 1
| |
13
|
Insaan Ke Takhleeki Marahil Aur Anjam-e-Aakhrat, Masla-e-Taqdeer, Part 2
| |
14
|
Muzamat - e - Bid'at, Part 1
| |
15
|
Muzamat - e - Bid'at, Part 2
| |
16
|
Akl-e-Halal Ki Ahmiyet Aur Kasb-e-Haram Ki Muzamat
| |
17
|
Halal, Haram Aur islah-e-Qalab
| |
18
|
Ikhlaas, Khair Khwahi Aur Wafadaari, Part 1
| |
19
|
Ikhlaas, Khair Khwahi Aur Wafadaari, Part 2
| |
20
|
Tahafuz-e-Jan-0-Maal-e-Muslim
| |
21
|
Itat-e-Rasool Ki Farziat Aur Kasrat-e-Swalat Ki Mumaniat
| |
22
|
Ijtanab-e-Shubhaat, Musalmanon Ka Ghair Mutaliq Amoor Se ijtinaab-o-Ehtaraz
| |
23
|
Islam Akhoowat, Takmeel-e-Eman، Khoon-e-Muslim Ki Hurmat Aur Jwaz-e-Qatal Ki 3 Soortein
| |
24
|
Islami Adab-e-Muashrat
| |
25
|
Gusey Se Mumaniat
| |
26
|
Her Kaam Saliqey Se Aur Her Aik Se Husn-e-Salook، Taqwa & Husan-e-Ikhlaaq
| |
27
|
Taqdeer Aur Tuwakul
| |
28
|
Sharm-0-Hiyya Juzw-e-Eman, Allah Per Eman Aur Aus Per Sabat Qadmi
| |
29
|
Hurmat-e-Zulam Aur Haqeeqat-e-Toheed
| |
30
|
Sadqey Ka Haqeeqi Mafhoom, Her Naiki Sadqa Hai, Naiki Aur Gunah Ki Pehchaan
| |
31
|
Wajoob-e-iltazaam-e-Sunnat, Part 1
| |
32
|
Wajoob-e-iltazaam-e-Sunnat, Part 2
| |
33
|
Abwaab-e-Khair
| |
34
|
Sharai Ehkaam Ki Iqsaam-e-Faraiz, Hadood, Muharmaat, Sakoot-e-inah, Part 1
| |
35
|
Sharai Ehkaam Ki Iqsaam-e-Faraiz, Hadood, Muharmaat, Sakoot-e-inah, Part 2
| |
36
|
Zarar Rasani Aur Bator Intikaam Zarar Se Ehtaraz, Isbaat-e-Dawa
| |
37
|
Amar Bil Maroof Aur Nahiya En Munker
| |
38
|
Zehad Ki Haqeeqat -0- Fazeelat
| |
39
|
Islami Muashrat Key Asool
| |
40
|
Husan-e-Muashrat, Talab-e-ilam Aur Amal Ki Fazilat
| |
41
|
Allah Ka Fazal Aur Aus Ki Wusat-e-Rehmat
| |
42
|
Faraiz Aur Nawafil Allah Key Qurab Aur Muhabat Ka Zariya Hein, Part 1
| |
43
|
Faraiz Aur Nawafil Allah Key Qurab Aur Muhabat Ka Zariya Hein, Part 2
| |
44
|
Khatta Nasyaan Aur Jabr-o-Ikraah Ki Muaffi, Dunya Ki Be Sabati
| |
45
|
Ettat-e-Rasool Eman Ki Allamat Hai
| |
46
|
Tobah Ki Fazilat Aur Rehmat-e-ilahi Ki Wus'at
|
Subscribe to:
Posts (Atom)